- Home
- /Carnatic
- /Compositions
- /jaagO banseevaalE (bhajan)
- Home
- .../jaagO banseevaalE (bhajan)
jaagO banseevaalE (bhajan)
About
Title: jaagO banseevaalE (bhajan)
Composer: Meera
Language: Hindi
Ragas: unknown
Talas: unknown
Source: https://karnatik.com/c3372.shtml
Lyrics
lyrics
jaagO bansIvaalE jAgO bansIvAlE lalanA jAgO mErE pyArE rajani bItI bhOr bhayO hain ghar ghar khulE kivArE gOpI dahi mathat suniyat hai kankanA kE jhankAr uThO lAljI bhOr bhayO hai sur nar ThADE dvArE gvAl bAl sab karat kulAhal jai jai shabd ucchArE mAkhan rOTI hAth mEn lInI gauvan kE rakhvArE mIrA kE prabhu giridhar nAgar sharaN AyA kO tArE